I’m very thankful to my friend Siddharth..who told me earthlings workshop ..And I asked for this..Ki kya hai ye to usne kaha ki ye vegun se related workshop hai uss samay mujhe nahi malum tha ki vegan kya hota maine usse poocha to usne bataya ki vegun vegetarian se related hai or vanaspati par adharit hai vegan person non veg nahi kahta…Maine kaha thik hai attend karte hai..Or next day hamne workshop attend ki …Kuki mujhe kuch eske bare mai jada pata nahi tha to mujhe laga ki ye kisi product ya chez ki marketing karne wale hai ..Lekin jaise jaise workshop aage badtee gaye mere ye thinking galat sabit ho gaye ki ye koi marketing hai..Workshop mai maine vegan banne ke kaye sare benefits dekhe… Benefits bhi humans ke emotions se judhe hue.. maine dekha or kahe to socha ki vegan apanane se kitne sari things mai transformation aa sakta hai..Like vegan apanane se hum animals ko marne se baccha sakte ,hum hamare atmosphere ko bacha sakte, apne panni ki samasya ko dur kar sakte hai ,aapne agriculture, forest or kahi sari chijo {things} ko baccha sakte hai..Or sath he sath vegan aapna kar hum apni health ko ya kahe aapne lifestyle ko thik kar sakte hai….Soo main yahi bolna chahunga ki earthlings ki workshop attend kar ke mujhe vegan ke bare bahut paata chala yaa bahut sikha…Thanks my friend Siddharth …Thanks Earthlings??